Shayari is a state, an art of an individual's heart and it enables a soul to express what it could never to it's beloved. If you want to get some best shayari to show your love we are here with some latest new shayari collection. Share with your loved ones and feel the joy.
तू रहे ना रहे इबादत के लिए,
![]() |
| Hindi breakup shayari |
~|Shayari|~
तू रहे ना रहे इबादत के लिए,
तेरा चेहरा काफी है मोहब्बत के लिए।।
Tu rahe na rahe ibadat ke liye,
Tera chehra kafi hai mohabbat ke liye.
हर मर्ज़ का दावा नहीं होता,
Har marz ka dawa nahi hota,
Dil hare ka koi saza nahi hota.
Lakh kar liya mohabbat maine,
Par uske jaisa koi khuda nahi hota.
अब रातें बीतने लगी हैं,
Ab raatein beetne lagi hai,
Shayd dil bhi sambhal jayega.
Ab panne bharne lagi hai,
Shayad fir kuch na keh payega.
ना जाने क़त्ल की क्या सज़ा होगी,
Na jaane qatal ki kya saza hogi,
Hume toh mohabbat ne hi taa-umar qaid kar liya.
किसी शराब में वो नशा नहीं,
Kisi sharab me vo nasha nahi,
Jo unhe bhula sake.
मेरे मरने पे ये दिल,
Mere marne pe ye dil,
Kisi aur ko de dena.
Meri saansein tham sakti hai,
Unki dhadkan nahi.
तुमने उनकी आदाओं को सिखा,
Tume unki adaaon ko sikha,
Kaash unke ishq ke riwaaz ko sikha hota.
दरारे दिखने लगती हैं,
Darare dikhne lagti hai,
Jab vo samne hota hai,
Varna muskuraahat hamri bhi kafi khubsurat hai.
हाँ गुनहग़ार तो हूँ,
Ha gunhegaar toh hu,
Saza toh milni hi chahiye.
Maine unki khushi k liye,
Khud ko barbad kiya hai.
वक़्त बेवक़्त याद आते हो,
Waqt Bewaqt yaad aate ho,
Bade badtameez ho,
Izzazat lena ab tak nhi sikha.










ConversionConversion EmoticonEmoticon